Ye Jo Halka Halka - A very Rare (First ever recorded) Version.

12,387,285
8,196
Published 2012-04-29
Ye Jo Halka Halka Suroor Hai - یہ جو ہلکا ہلکا سرور ہے
Artist: Nusrat Fateh Ali Khan - صداکار: نصرت فتح علی خان
Poetry: Jigar Muradabadi, AbdulHameed Adam, Anwar Jogi
کلام: جگرمرادآبادی، عبدالحمید عدم، انور جوگی
Duration: 30m 28s - دورانیہ: 30م 28س
Originally Recorded at: Rehmat Gramophone House Faisalabad, Pakistan.
ماخذ: ریکارڈ رحمت گراموفون ہاؤس فیصل آباد، پاکستان
Edited & Rendered by: Syed Faizan Abbas Jaffery
ترتیب و پیشکش: سیٌد فیضان عبٌاس جعفری

All Comments (21)
  • zindagi me ek hi gam hai, nusrat sahab ko live nahi sun paaye! allah pak unhe jannat farmaaye
  • No auto-tune, no high-tech sound system, no vulgar words.. just pure class and mesmerizing vocal.. Love and respect from Nepal 🇳🇵🇳🇵🇳🇵
  • @rg5806
    My favorite Qawwal, listening since last 50 years , I am now 62 years old, from Mumbai still waiting for some youngster to match the talent & stamina of Nusrat Fateh Ali Khan ji .
  • Lyrics saakiya kya pila diya tune pite pite jala diya tune na khabar apni hai na aalam ki masto bekhud bana diya tune ye jo halka halka suroor hai ye teri nazar ka kusoor hai ke sharaab peena sikha diya meri bada noshi ke waaste koi kaid e jaam o sabu nahi mujhe kaif rehta har ghadi ye teri nigah ki baat hai tere karam ka bhala kya shumaar hai saaki jise bhi dekha wo mehve khumaar hai saaki wo bada nosh hun mauko hayaat ka jiski teri nazar pe hi daaromdaar hai saaki rahe na koi bhi mehroom tere maston me ke maikade ka tu parwardigar hai saaki wo kaun hai jo tere maikade se bach nkla teri nazron ka to aalam shikaar hai saaki sharaab kaisi khumaar kaisa ye sab tumhaari nawaazishein hain pilaayi hai kis nazar se tune ke mujhko apni khabar nahi hai ye kaisa jaam e muhabbat pila diya tune ke dil mein husn ka naksha jama diya utne tera ata ke tasadduq teri ata ke nisaar main kya tha aur mujhe kya bana diya tune saara jahaan mast jahaan ka nizam mast din mast raat mast sehar mast shaam mast khum mast sheesha mast sab mast jaam mast hai teri chashme mast se har khaas o aam mast ye jo saaki har tarah ki tere maikhaane mein hai wo bhi thodi si jo in aankhon ke paimaane mein hai sab samajhta hoon teri tishnagari ye saaki kaam karti hai nazar naam hai paimaane ka tera pyaar hai meri zindagi main azal se banda e ishq hoon mujhe zauhdo kufr ka gham nahi mere sar ko dar tera mil gaya mujhe ab talash e haram nahi meri bandagi hai wo bandagi jo rahim e dair o haram nahi mera ik nazar tujhe dekhna bakhuda namaaz se kam nahi tera naam loon zubaan se tere aage sar jhuka doon mera ishq keh raha hai main tujhe khuda bana loon tera naam mere lab par mera taskara hai har ghar mujhe bhool jaaye duniya main agar tujhe bhula doon mere dil mein bas rahe hain tere bepanah jalwe na ho jismein nopor tera wo chirag hi bujha doon teri dillagi ke sadke teri sangdili ke qurbaan mere gham pe hasne waale tujhe kaun si dua doon qayaamat mein tera daag e muhabbat le ke uthoonga teri tasveer us waqt bhi kaleje se lagi hogi lekar tumhara naam jahaan jhuka diya maine usi dayar ko kaaba bana liya na namaaz aati haiujhko na wazu aata hai sajda kar leta hoon jab saamne tu aata hai tera pyaar hai meri zindagi teri yaad hai meri bandagi teri khushi hai meri khushi ye tere junoon ka hai mauj sa jahaan apne sar ko jhuka diya wahaan maine kaaba bana diya kabhi mere saamne aayiye musa nahi hoon main mujhe taabe nazar bhi hai wo toor hi tha jo jal gaya tha wo kaleem hi the jo gir pade the main ab bhi seen e safar hun main musa nahi jo gir jaaun mujhe gir ke sambhalna aata hai kabhi mere saamne aayiye mujhe apna jalwa dikhaayiye mere dil ki pyas bujhayiye ye hai kaisa pyaar bataayiye jo kaha na taab uthayiye toh zara sa jalwa dikha diya mere baad kisko sataaoge umar bhar pachchtaoge tum mujhko thukrane ke baad kispe todoge sitam phir mere mit jaane ke baad ye ada e beniyazi tujhe bewafa mubarak magar aisi berukhi kya jo salaam tak na pahunche maine kaha nizgan hai ye usne kaha ye teer hai maine kaha aabru hain ye usne kaha shamsheer hai maine kaha chehre pe kyun bal khaati hain zulf e siha usne kaha ye aashiqon ke waaste zanjeer hai maine kaha furqat mein teri jaan pe khela hoon main usne kaha zinda raha ye bhi teri takdeer hai maine tumko dil diya tumne mujhko rusva kiya maine tumse kya kiya aur tumne mujhse kya kiya dil jalon se dillagi achchi nahi rone waalon se hasi achchi nahi dillagi hi dillagi mein dil gaya dil lagane ka nateeja mil gaya main toh rota hoon ke mera dil gaya tum kyun hasnte ho tumhein kya mil gaya jo poocha ke kis tarah hoti hai baarish jabeen se paseene ki boondein gira deen jo poocha kaise girti hai bijli nigahein milaayin milaakar jhuka deen jo poocha shab e roz milte hain kaise to chehre pe apne wo zulfein gira deen jo poocha ke naghmon mein jadu hai kaisa to meethe takallum mein baatein suna deen jo apni tamannaon ka haal poocha to jalti hui chand shammein bujha deen main kehta reh gaya khata e muhabbat ki ahchi saza di mere dil ki duniya bana kar mita di meri wafayein yaad karoge ro ro ke fariyaad karoge mujhko toh barbaad kiya hai aur kisko barbaad karoge mere baad kisko sataoge mujhe kis tarah se mitaoge kahan jaake teer chalaoge mere dosti ki balayein lo mujhe haath utha ke duaein do uthne ke kaabil bana di mujhe dekho khwahish e jaan e jaan main wohi hoon anwar e neem jaan tumhein itna hosh tha jab kahaan na chalao is tarah tum zubaan karo mera shukriya meherbaan tumhein baat karna sikha diya
  • @ravibhatt4014
    Is masterpiece ne pata nahi kitno ko sharaabi bana Diya.... Divine
  • @glorykhajuria
    "Tera pyaar hai meri zindagi" hits different ❤️
  • @Krishnashares
    He was never singing for himself or the audience. He was always singing for Amighty Allah. And that’s why we feel a different sense of fulfillment within listening to Nusrat sahab. Legends like him never die
  • @mem1001953
    Lovely lyrics by Anwar Farukibbadi. Died at the age of 82 in Bombay . Those who want to submit their respects to this great Sufi poet can mention here. Amazing qawali, as usual by Nusrat Saab of course.
  • @farazhaider7911
    Listening since I was 6 years old in Karachi. Now I am 54 in USA! Songs get more amazing.
  • Legends are born once in thousand years and Ustad Nusratji you are one among those jewels which cannot be traced so easily in this changing world. Zindabaad zindaabaad & Zindabaad.
  • @yuitimkwong9357
    मैं नुसरत साहब की इस क़व्वाली को न जाने कितनी बार सुन चुका हूँ, ओर हर बार नया सा लगता है। बस आँखे बंद कर सुनता हूँ और नींद कब आ जाती है पता ही नही चलता। it's very relaxing. सच कहूँ तो इस क़व्वाली को सुन कर एक नशा सा चड़ जाता है, उस नशे के लिए बोतल की जरूरत नही पड़ती। थैंक्स नुसरत साहब
  • @baafo1
    I don’t understand a single word but no one can imagine how deep am enjoying this masterpiece. Love ❤️ from Somalia 🇸🇴
  • Me to khan sab ko dilo Jan se passand krta ho agar koi fan ha to like kro💞❤️
  • I think, I am one form Nepal, who is addicted to the voice of Nusrat Saab. Even in America, I listen him at least one time a day!! My day can not be spent without listening him.
  • @shashank7400
    I don't drink I don't have any type of addiction to any drugs but I am addicted to you nusrat sahab
  • @MedEducationist
    "میں نے کہا فرقت میں تیری جان پر کھیلا ہوں میں ۔۔ اس نے کہا زندہ رہا یہ بھی تیری تقدیر ہے" 💛👌👌 Mein ne kaha furqat mein Teri jaan par khela hu mein Us ne kaha zinda raha ye bhi teri taqdeer hay!! 👌👌
  • @acewitharun23
    He was a legend. He sung all songs with his utmost efforts Listening in November 2018. Please hits the like button for this legend
  • मैं आज भी इनके गाने सुनता हु बहुत सुकून मिलता है हर शब्द का अपना आनद मिलता है my फेवरेट सिंगर।।।❤️❤️❤️❤️
  • @user-cf2cm1rs9i
    کیا بات ہے ❤ اللہ پاک جنت میں اعلیٰ مقام عطا کرے ❤ صدیوں بعد ایسے لوگ پیدا ہوتے ہیں 🔥