Sunni Shia ki Jhooti Kahanian | Molana Ishaq RA

Published 2022-01-06
Sunni Shia ki Jhooti Kahanian | Molana Ishaq RA . Shia Aur Sunni Fasaad ki asal wajah wohi hai jo yahood o nasaara (Ahle kitab) ki gumrahi ki wajah thi. Maulana Ishaq Madni RA Bayan. ALLAH ki kitab ko chor kar apni likhi hui kitaben aur un me mojood jhoote waqiat aur kahaniyan kaise ummaton ko barbad karti hain . Kitab Sulaim bin Qais hilali , aban bin abi ayash , hadees e munashda , Hazrat Ali AS Aur Hazrat Fatima AS par zulm , Hazrat Hassan AS ka Janaza Aur hazrat Ayesha SA ka aitraz , Agha Ali Sharafuddin Moosvi ki kitaben aur Hazrat Abu Bakar Siddique RA ko hijrat ke doran sanp ka kaatna . Tamam Rawayaat ka tehqeeqi jaiza aur ravion ke halaat shia aur sunni asma o rajaal ki kitabon se (With Reference pictures)

00:00 Ahle Kitab ( Yahoodi aur Essai ) ki gumrahi ki wajah aur ummat e muslima ka un ke peeche chalna
04:54 Jahil Awam aur beimaan Ulama
09:32 Shia ki 4 bunyaadi kitaben ( Kutub e Arba )
10:32 Kitab Sulaym bin Qais Hilali Aur Aban bin abi Ayash
12:28 Al Kafi me Hazrat Ali AS par Zulm ki Hadees Aur Hazrat Fatima AS ka Hazrat Abu Bakar RA se ehtjaaj karna
16:52 Hadees e Munashda (As mentioned in Al ghadeer by Allama Amini and ehtjaj tabrasi )
22:18 Hazrat Hassan AS ka Janaza aur Hazrat Ayesha SA ka Aitraz
35:37 Agha Ali Sharafuddin Moosvi ( Aik Haq Go Shia Aalim )
36:32 Kuch Jhooti Kitabon ki List ( Imam Shokani RA )
41:17 Hijrat e Madina ke doran kabootari ke andey dene wali rawayat
43:39 Jews aur Christians ki jhooti kitaben ( Apocrypha ) Catholics aur protestants ka ikhtilaf
47:32 Ghaar e sawr me Hazrat Abu Bakar Siddique AS ko Saanp ke dassne ki rawayat

Subscribe This Channel for more islamic videos.
   / @justislammaulanaishaq  

#maulanaishaqmadni #shia

Sheikh ul Islam Maulana Muhammad Ishaq Madani RA was a pakistani Islamic Scholar (1935---2013).
Moulana had a unique style with which he gave opinions on many Important Islamic issues. He was one of the very few religious Ulama who were both traditionalist and also pragmatic. On various matters of Sharia he not only established his reasoning on the basis of valid traditions of Islam, but also convinced his audience with logical arguments. He had great command over sentiments as well as arguments and for this reason he was held in high esteem among both the Shia and Sunni schools of thought and his speeches were heard with rapt attention. May ALLAH Subhanahu Wataala Have Mercy on him

He has left this world, but his mission will continue In sha’Allah from markaz Ad deen al Khaalis Center Faisalabad, which was announced in his life.
May Allah (SWT) give abundant reward to Imam Muhammad Ishaq Sahab for his untiring efforts to reveal the original and true path of Islam (الدین الخالص)

All Comments (16)
  • 00:00 Ahle Kitab ( Yahoodi aur Essai ) ki gumrahi ki wajah aur ummat e muslima ka un ke peeche chalna 04:54 Jahil Awam aur beimaan Ulama 09:32 Shia ki 4 bunyaadi kitaben ( Kutub e Arba ) 10:32 Kitab Sulaym bin Qais Hilali Aur Aban bin abi Ayash 12:28 Al Kafi me Hazrat Ali AS par Zulm ki Hadees Aur Hazrat Fatima AS ka Hazrat Abu Bakar RA se ehtjaaj karna 16:26 Aik Shia Aalim ki Maulana Ishaq RA ko Naseehat 16:52 Hadees e Munashda (As mentioned in Al ghadeer by Allama Amini and ehtjaj tabrasi ) 22:18 Hazrat Hassan AS ka Janaza aur Hazrat Ayesha SA ka Aitraz 35:37 Agha Ali Sharafuddin Moosvi ( Aik Haq Go Shia Aalim ) 36:32 Kuch Jhooti Kitabon ki List ( Imam Shokani RA ) 41:17 Hijrat e Madina ke doran kabootari ke andey dene wali rawayat 43:39 Jews aur Christians ki jhooti kitaben ( Apocrypha ) Catholics aur protestants ka ikhtilaf 47:32 Ghaar e sawr me Hazrat Abu Bakar Siddique AS ko Saanp ke dassne ki rawayat
  • @hanifgondal7497
    اللہ مولانا اسحاق صاحب کو جنتوں میں جگہ دے۔
  • @AKARIM1989
    Great Imam and Great Aalim, Love ❤️ you Moulana Sb, Allah Apka darajaat buland Fermaye, aur apko Jannat me Aala muqam aur Rasool Allah ka sath naseeb Fermaye
  • @chanmahi9849
    امت کو امام محمد اسحاق مدنی جیسے عالموں کی بہت ضرورت ہے جو نفرت کو ختم کریں لیکن افسوس آج کسی فرقے میں ایسے عالم نہیں ہے
  • Molana sahab is my mother's paternal uncle, so my nana in relation. 😍
  • Allah Molana ISHAQ R.A ke Magfirt farmae Ameen.. Allah Amal ke Tofeeq de Ameen. Ya batin koe Molana nahe BATA
  • @roomiali8773
    Moulna ke khtba ki date bhi likha karen ke unhun ne yeh khutba kab dia jo ap reference ke sath upload kar rahe hain.
  • Bhai agar koi is mozu par video hy to upload kary k hamry ider syedzadi ki shadi ka bara masla hy or kia banu hashim sary par sadqa haram hy shia reference se sadqa kis par haram hy